main apne aap se ghabra gaya hunn
main apne aap se ghabra gaya hunn mujhe aye zindgi deewana kar de mujhe aye zindgi deewana kar de
kaha se ye fareb-e-aarjoo mujhe kaha laya jise main poojta tha aaj tak nikla wo ek saya khata dil ki hai, main sharma gaya hu main apne aap se ghabra gaya hu mujhe aye zindgi deewana kar de
bade hi shauk se ek khwab me khoya hua tha main ajab masti bhari ek neend me soya hua tha main khuli jab aankh to tharraa gaya hun main apne aap se ghabra gaya hun mujhe aye zindgi deewana kar de
|