jaldi kaor yar
ud emri to aik month mein 4,5 dafa hoti hai bday ahahhahhhahaha
bhai jab aadme ke name 1 se zyada ho sakte hain parents 1 se zyada ho sakte hain to B day kyun nahi........
hota hai bhai hota hai...
Well Happy Birthday
sajal yahan sab aise hi hain....
after all koi wish to karta hai na...
Kya jata hai bolne me ki aaj mera B day hai.....
ok
Oh
then Happy B day UD in Advance.....
party kab de rahe ho?????
Bhai aaj uska B day hai
that's why
say again happy B day
oyee tu last 17 mins se tang kar rahi hai..mei bhag jaunga..agr aur idhar-udhar kia..apni wali disscusion mei aa ja chup chap..
sara dimag hila dia bewkoof ne